| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Laut Gaya Gam Ka | Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar | -- | -- | Naya Aadmi | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
he: a a a a la: a a a a la: laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana he: laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana he: duur gagan mein dekho chamke aashaaon ke taare aashaaon ke taare jhilmil pyaare pyaare la: badli mein chhupkar taaron ke sang chanda kare ishaare chanda kare ishaare do: kiski lagan me aaj pavan hain baagon mein ithalaati laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana la: raat nayi har baat nayi hain naya naya hai zamaana kaisa sama suhaana kaisa sama suhaana he: gaaye chandaniya dheere dheere preet bhara afsaana preet bhara afsaana la: aaj mere chote se man mein aasha hai muskaati do: laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaanaTweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Garibo Ka Pasina | Mohammed Rafi | -- |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Mohammed Rafi |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |