| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Garibo Ka Pasina | Mohammed Rafi | -- | -- | Naya Aadmi | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
gareebon ka paseena bah raha hai -2 ye paani bahate-bahate kah raha hai -2 kabhi vo din bhi aayega ye paani rang laayega -2 gareebon ka paseena ... ye boonden dekh lena ek din toofaan laayengi zameen to hai zameen ye aasmaan ko bhi hilaayengi gareebon ke gharon tak chal ke khud bhagwan aayega ye paani rang laayega ... sitam ka hadh se badh jaana tabaahi ki nishaani hai badalte hain sabhi ke din puraani ye kahaani hai zamaana ek din girte huon ko uthaayega ye paani rang laayega ... agar jal kar kisi majboor ne fariyaad kar daali to kudarat ke kazaane dekhana ho jaayenge khaali zameen phat jaayegi suraj ka gola toot jaayega kabhi vo din bhi aayega ...Tweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Laut Gaya Gam Ka | Lata Mangeshkar | -- |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |