Lyric of Hindi song Banjaran

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Banjaran Rahul Ram Bishakh-kanish Bishakh-kanish Babloo Happy Hai Sahil Anand, Erica Fernandes, Preet Kamal, Sumit Suri, Amol Parashar --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Raat gaye haaye
Ek banjaaran gumshuda ho gayi,
Raat gaye ek prem-pujaaran
Phir khuda ho gayi…
Aaja phir se jannat chakhaa doon
Ek hi raat hai,
Lab ya paimaane se pilaa doon
Ek hi baat hai..
Raat gaye haaye
Ye banjaaran gumshuda ho gayi
Raat gaye wo prem-pujaaran
Phir khudaa ho gayi..

Mehbooba-mehbooba
Mehbooba-mehbooba…
Mehbooba…

Raat tera suroor jo
Sadkon pe nikley,
Raat tera suroor jo
Sadkon pe nikley,
Badtameez meri parchhayin
Pakadke chaley…
Jism ki hadd se pare,
Dil se kya arz kare,
Band kachehri mein hooooo
Band kachehri mein
Kyun dil ka mamlaa darz kare…

Raat qaafi nahi…
Raat baaqi nahin…

Aaj dil ki shamaa bujhaa do,
Raat qaafi nahin
Jism se ek sholaa jalaa do,
Raat baaqi nahin…
Raat gaye haaye
Ek awaaran bewafaa ho gayi
Raat gaye wo prem-pujaaran
Phir khudaa ho gayi..

Mehbooba-mehbooba
Mehbooba-mehbooba…
Mehbooba…

Tujhko chhoone ke baad se,
Allah reham karey,
Tujhko chhoone ke baad se,
Allah reham karey,
Tujhko chhoone ki yeh zaroorat
Kucch toh kam karey..
Mastiyaan aise lutein,
Raat bhi sokey uthey,
Jaane wo kya dekhe haye
Hooo-ooo-ooo
Jaane wo kya dekhe haye
Subah toh
Khwaabon mein khoke uthey…

Beparwaah hain….laaparwaah hain…
Beparwaah hain….laaparwaah hain…

Aatishein bikhrin hain badi,
Ye beparwaah hain
Khwahishein sulgi huyin
Aur laaparwaah hain…
Raat gaye ye shokh pahaadan
Behayaa ho gayi
Raat gaye wo
Prem-pujaaran phir khudaa ho gayi.

Movies or Album

Film cast: Sahil Anand, Erica Fernandes, Preet Kamal, Sumit Suri, Amol Parashar
Singers: Mika Singh, Payal Dev, Hard Kaur, Bishakh Jyoti, Sniti Mishra, Kanish Sharma, Tanya Gupta, Shankar Mahadevan
Lyricists: Protique Mojoomdar
Film Director: --
Music Director: Bishakh-kanish
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Sanjeeb Sircar
Sitar

Indian Govt. Schlorship Awardee
Sangit Praveen (M.A) Performances India and Abroad
Gayake and Tantrikari exponent of Imdadkhani and Senia Gharana

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 14630