Lyric of Hindi song Bade Akshar Mein

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Bade Akshar Mein Bishakh Jyoti, Sniti Mishra Bishakh-kanish Bishakh-kanish Babloo Happy Hai -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Bade-bade akshar mein hai
Likha har pathar pe hai
Manzil hai kitni door…
Kitni door – zyaada ya kum,
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool…

Bade-bade akshar mein hai
Likha har pathar pe hai
Manzil hai kitni door…
Kitni door – zyaada ya kum,
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool…
Gin-gin ke din guzaarein nahi
Raftaar thodi badha lein kahin..
Din duguni..raat chauguni!

Bade-bade akshar mein hai
Likha har pathar pe hai
Manzil hai kitni door…
Kitni door – zyaada ya kum,
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool…

Andhey they kal ye rastey tedhe they,
Aaj ujaalon ke lambe ghere hain
Andhey they kal ye rastey tedhe they,
Aaj ujaalon ke lambe ghere hain
Tasveerein jo thin deewar pe kal,
Dil mein utaar aur saath le chal
Aankhon ke pardey pe khinchne lagi
Tasveerein kitni nayi nayi..
Din duguni..raat chauguni…

Bade-bade akshar mein hai
Likha har pathar pe hai
Manzil hai kitni door…
Kitni door – zyaada ya kum,
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool…

Do chaar din hi hain milnewaale,
Haath badhaa inse mil le galey
Do chaar din hi hain milnewaale,
Haath badhaa inse mil le galey
Kandhe pe yaaron ke baazoo rahey,
Aankhon mein door ki aarzoo rahey
Gin-gin ke taaron se neend chura le
Aur khwaabon ki goliyaan zyadaa le le..
Din duguni..raat chauguni
Kitni door – zyaada ya kum,
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool…

Bade-bade akshar mein hai
Likha har pathar pe hai
Manzil hai kitni door…

Ghante nahin hain to lamhe chun le,
Ghoomke aate rahenge, chun le..
Ghante nahin hain to lamhe chun le,
Ghoomke aate rahenge, chun le..
Har mod pe koyi kadi khadi hai,
Jud jaaye jab wahi sahi ghadi hai..
Gin-gin ke jodoge jo tum inhein
Ghat jaayenge ye saare lamhe…
Din dugune..raat chaugune

Bade-bade akshar mein hai
Likha har pathar pe hai
Manzil hai kitni door…
Kitni door – zyaada ya kum,
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool…
Gin-gin ke din guzaarein nahi
Raftaar thodi badha lein kahin..
Din duguni..raat chauguni!

Bade-bade akshar mein hai
Likha har pathar pe hai
Manzil hai kitni door…
Kitni door – zyaada ya kum,
Beech zindagi ke hum
Ginti gaye hain bhool…

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Rahul Ram, Mika Singh, Payal Dev, Hard Kaur, Kanish Sharma, Tanya Gupta, Shankar Mahadevan
Lyricists: Protique Mojoomdar
Film Director: --
Music Director: Bishakh-kanish
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Sanjeeb Sircar
Sitar

Indian Govt. Schlorship Awardee
Sangit Praveen (M.A) Performances India and Abroad
Gayake and Tantrikari exponent of Imdadkhani and Senia Gharana

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 34318