Lyric of Hindi song Dikhaayi Dete Hai Dur Tak

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Dikhaayi dete hai dur tak Shankar Mahadevan, Rahat Fateh Ali Khan Shankar, Ehsaan & Loy Shankar, Ehsaan & Loy Aman Ki Asha -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

dikhaayi dete hai dur tak abb bhi saaye koyi
magar bulaane se waqt laute na aaye koyi
chalo na phir se bichhaye dariya bajaaye dholak
lagaake mehandi surile tappe sunaaye koyi
patang udaaye udaaye udaaye udaaye udaaye....
patang udaaye chhaton pe chadhake muhalle waale
falak toh saanjha hai usame fenche ladaaye koyi
utho, utho kabaddi kabaddi khelenge sarhadon par
jo aaye abb ke toh laukar phir na jaaye koyi
najar mein rehate ho jab tum najar nahi aate
yeh sur bulaate hain jab tum idhar nahi aate
najar mein rehate ho jab tum najar nahi aate
yeh sur bulaate hain -2 jab tum idhar nahi aate
yeh sur bulaate hain jab tum idhar nahi aate

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Bhupinder Singh, Gulzar, Mehdi Hassan, Fuzon, Hariharan, Meenal Jain, Abida Parveen, Reshma, Rahat Fateh Ali Khan, Roop Kumar Rathod, Devaki Pandit, Lata Mangeshkar, Wadali Brothers
Lyricists: Gulzar
Film Director: --
Music Director: Shankar, Ehsaan & Loy
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Sanjeeb Sircar
Sitar

Indian Govt. Schlorship Awardee
Sangit Praveen (M.A) Performances India and Abroad
Gayake and Tantrikari exponent of Imdadkhani and Senia Gharana

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 1053