Lyric of Hindi song Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa S. P. Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar Raam Laxman Raam Laxman Hum Aapke Hain Kaun -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Thandi Thandi Purvaiya Mein   
Udti Hai Chunariya, Hey  
Dhadke Mora Jiya Rama  
Bali Hai Umariya   
Dil Pe, Nahin Kaabu,  
Kaisa, Yeh Jaadu  

Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa  
Na Ab Dil Pe Kaabu Hai Mitwa  
Naina Jisme Kho Gaye  
Deewane Se Ho Gaye  
Nazara Woh Harsu Hai Mitwa  
Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa...   

Shehri Babu Ke Sang  
Mem Gori Gori, Hey  
Aise Lage Jaise  
Chanda Ki Chakori  

Phoolon Kaliyon Ki Bahaaren  
Chanchal Yeh Hawaon Ki Pukaaren   

Humko Yeh Ishaaron Mein Kahen Hum  
Thamke Yahan Ghadiyan Guzaaren   

Pehle Kabhi To Na Humse  
Batiyate The Aise Phulwa   

Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa...  

Sachchi Sachchi Bolna  
Bhed Na Chupaana, Hey  
Kaun Dagar Se Aaye  
Kaun Disha Hai Jaana  

Inko Hum Le Ke Chale Hain  
Apne Sang Apni Nagariya   

Hai Re Sang Anjaane Ka  
Us Par Anjaan Dagariya 

Phir Kaise Tum Door Itne
Sang Aa Gayee Mere Goriya

Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Kumar Sanu, Lata Mangeshkar, Sharda Sinha, S. P. Balasubrahmanyam
Lyricists: Ravinder Rawal, Dev Kohli
Film Director: --
Music Director: Raam Laxman
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Bakula Hegde
Hindustani Classical Singer

AIR Artist
Thamhankar Award
Gold madalist in State Level compitation

Registered Users

Featured Album