Lyric of Hindi song Didi Tera Devar Deewana

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Didi Tera Devar Deewana S. P. Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar Raam Laxman Raam Laxman Hum Aapke Hain Kaun -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Didi Tera Devar Deewana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana,  
Dhandha Hai Yeh Uska Puraana,  
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana.  

Main Boli Ke Laana Tu Imli Ka Daana,  
Magar Woh Chuaare Le Aaya Deewana,  
Main Boli Ke Machle Hai Dil Mera Haaye,  
Woh Kharbuja Laaya Jo Neembu Mangaaye,  
Pagla Hai Koi Usko Bataana,  
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana...  

Main Boli Ke Laana Tu Mitti Pahaadi,  
Magar Woh Bataashe Le Aaya Anaadi,  
Main Boli Thi La Do Mujhe Tu Khataayi,  
Woh Baazar Se Le Ke Aaya Mithaai,  
Mushkil Hai Yoon Mujhko Phasaana,  
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana...   

Bhabhi Teri Behna Ko Maana,  
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana,  
Rabba Mere Mujhko Bachaana,  
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana...  

Hukum Aapka Tha Jo Maine Na Maana,  
Khatavaar Hoon Main Na Aaya Nibhaana,  
Sazaa Jo Bhi Dogi Woh Manzoor Hogi,  
Aji Meri Mushkil Tabhi Door Hogi,  
Bandaa Hai Yeh Khudse Begaana,  
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana  .

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Kumar Sanu, Lata Mangeshkar, Sharda Sinha, S. P. Balasubrahmanyam
Lyricists: Ravinder Rawal, Dev Kohli
Film Director: --
Music Director: Raam Laxman
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Pankaj Praveen
Fllok Singer

Mardarn Bhojpuri singer
Live show
TV Show

Registered Users

Featured Album