Lyric of Hindi song Wallah Re Wallah

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Wallah Re Wallah Shreya Ghosal, Kamal Khan, Shekhar Ravjiani, Raja Hasan Vishal - Shekhar Vishal - Shekhar Tees Maar Khan -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Sard chill mann ke peechay, shama mehfooz rehti hai (kya baat hai)
Jal jaaye parwana, jal ke raakh ho jaaye
Tohi usse mehboob kehti hai

Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Noor-e-husn ka deedaar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wal
Eid ka chaand yaar mera baar baar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Eid ke naam pe hum chaand de gaye
Ishq ke naam mein badnaam ho gaye
Jab kuch aur na neelaam ho saka
Toh muft mein hi hum jaan de gaye (jaan de gaye)
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Noor-e-husn ka deedaar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wal
Eid ka chaand yaar mera baar baar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Dil-e-azeez pe, iss mureed ka itna sa farz hai
Adaab arz hai, adaab arz hai - 4 times

Noor-e-husn ka deedaar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wal
Eid ka chaand yaar mera baar baar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah

Yaar ki yaad mein benoor ho gaye (o ho)
Khudse khafa khuda se door ho gaye (o ho)
Jab naam uska mehfil mein utha
Yaar ke saath hum mashoor ho gaye

Yaar ke saath hai khushmesaaj aalam
Dil hai kurbaan hai gulistaan aalam
Yaar ke saath hai khushmesaaj aalam
Dil hai kurbaan hai gulistaan aalam
Laga nishab ko nadka aaj miley, aaj miley, aaj miley

Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Main toh yaar pe kurbaan hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wal
Muddaton baad yaar dil zaar zaar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Dil-e-azeez pe, iss mureed ka itna sa farz hai
Adaab arz hai, adaab arz hai - 4 times

Kaatil yeh adaayein tarse, balkhayein jarse si seekhi hai dillagi (o ho)
Kaafir jhuk jaaye dar pe, farmaaye mujhse tu hi hai bandgi (o ho)
Har aashiq se husn ki yeh iltija kar shauk se tu kurbaan zindagi

Aankhein khanjar meri jaan le gayi, jaan le gayi
Nakhte jigar pe dekho paar ho gayi, paar ho gayi
Aankhein khanjar meri jaan le gayi, jaan le gayi
Nakhte jigar pe dekho paar ho gayi, paar ho gayi
Dil yaar mein, dildaar mein
Hoon ishq ka izhaar main
Larkeeb ko jo kaat de woh aadmi talwar mein
Woh aadmi talwar mein - 3 times

Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Noor-e-husn ka deedaar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wal
Eid ka chaand yaar mera baar baar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Dil-e-azeez pe, iss mureed ka itna sa farz hai
Adaab arz hai, adaab arz hai - 4 times

Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah - 3 times

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Sonu Nigam, Sukhwinder Singh, Shreya Ghosal, Abhijeet Sawant, Prajakta Shukre, Debojit Saha, Sunidhi Chauhan, Vishal Dadlani
Lyricists: Shirish Kunder, Anvita Dutt Guptan, Vishal Dadlani
Film Director: --
Music Director: Vishal - Shekhar
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Avikdada
Singer/band Leader

Bollywood Song
Bengali Song
Specialist Karaoke Singing

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 66884