| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Tumhein Dillagi Bhool | Rahat Fateh Ali Khan | -- | -- | Jaanasheen | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
Tumhain dillagi bhool jaani paray gi Muhabbat ki rahoon main aa kar tu daikhoo zakaham pay zakham kha kay ji apnay lahoo k ghoont pi aah na kar laboon ko si ishq hay dil lagi nahi yeh Ishq nahi aasaan bas itna samjh li jiay ek aag ka darya hay aur koud kar jana hay Tumhain dillagi bhool jaani paray gi Muhabbat ki rahoon main aa kar tu daikhoo Tarapnay pay meray na phir tum hansoo gay Kabhi dil kissi say laga kar tu daikhoo khuda k liay chour do ab yeh parda rukh say naqab utha keh bari dair ho gaiee mahool ko talawat-e-qura' an kiay huway ham na samjhay teri nazroon ka taqaza kia hay kabhi parda kabhi jalwa yeh tamasha kia hay keh hain aajj ham tum nahi ghair koi shab-e-wasal bhi hay hijaab is qadar kion zara rukh say aanchal utha kar tu daikhoo wafaoon ki ham say tawaqo nahi hay magar aik baar aazma kar tu daikhoo zamanay ko apna bana kar tu daikha humain bhi tum apna bana kar tu daikhoo Tumhain dillagi bhool jaani paray gi Muhabbat ki rahoon main aa kar tu daikhooTweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Sanoon Ik Pal chain Na Aaway | Rahat Fateh Ali Khan | -- |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Rahat Fateh Ali Khan |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |