| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Tujh Mein Aur Teri Yaad Mein | Agam Kumar Nigam | -- | -- | Bewafaai | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itana tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itana tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itana tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itana tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai teri yaadon mein toh tanha chhoda nahi teri yaadon se main pyar karne laga teri yaadon mein toh tanha chhoda nahi teri yaadon se main pyar karne laga tum milo na milo iska kuchh gam nahi tere vaadon se main pyar karne laga kal mein aur aaj mein bas fark hai itana kal mein aur aaj mein bas fark hai itana jaan tu door hai mujhse jaan har waqt jaati hai jaan tu door hai mujhse jaan har waqt jaati hai bewafaa tum nahi bewafaa ham nahi bewafaa toh sanam apani taqdeer hai bewafaa tum nahi bewafaa ham nahi bewafaa toh sanam apani taqdeer hai main akela hoon phir bhi akela nahi mere seene mein ek teri tasveer hai tujh mein aur tasveer mein bas fark hai itana tujh mein aur tasveer mein bas fark hai itana tu toh bas ruth jaati hai woh toh bas muskurati hai tu toh bas ruth jaati hai woh toh bas muskurati hai tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itana tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati haiTweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Aye Dil Aye Dil | Agam Kumar Nigam | -- |
| Aye Dil | Agam Kumar Nigam | -- |
| Bhula Na Sakoge Mujhe Bhulkar Tum | Agam Kumar Nigam | -- |
| Shukriya Shukriya | Agam Kumar Nigam | -- |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Agam Kumar Nigam |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |