| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Bhula Na Sakoge Mujhe Bhulkar Tum | Agam Kumar Nigam | -- | -- | Bewafaai | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
bhula na sakoge mujhe bhulkar tum bhula na sakoge mujhe bhulkar tum main aksar tumhen yaad aata rahunga kabhi khwaab bankar kabhi yaad bankar kabhi khwaab bankar kabhi yaad bankar main neenden tumhari churata rahunga bhula na sakoge mujhe bhulkar tum kabhi jee raha hoon kabhi marr raha hoon mujhe na pata main kya kar raha hoon ho kabhi bujh raha hoon kabhi jal raha hoon kadam rokte hai magar chal raha hoon main yun hi chalunga milo na milo tum main yun hi chalunga milo na milo tum main aawaz dekar bulata rahunga bhula na sakoge mujhe bhulkar tum satayegi jab jab tumhen bekaraari tumhe yaad aayegi mohabbat hamari ho sunoge kahi jo mohabbat ki baaten tumhen yaad aayenge woh din woh raaten guzaari jo tumne baahon mein meri guzaari jo tumne baahon mein meri main sab yaad tumko dilata rahunga bhula na sakoge mujhe bhulkar tum bhula na sakoge mujhe bhulkar tum main aksar tumhen yaad aata rahunga kabhi khwaab bankar kabhi yaad bankar kabhi khwaab bankar kabhi yaad bankar main neenden tumhari churata rahunga bhula na sakoge mujhe bhulkar tum bhula na sakoge mujhe bhulkar tumTweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Aye Dil Aye Dil | Agam Kumar Nigam | -- |
| Aye Dil | Agam Kumar Nigam | -- |
| Shukriya Shukriya | Agam Kumar Nigam | -- |
| Tujh Mein Aur Teri Yaad Mein | Agam Kumar Nigam | -- |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Agam Kumar Nigam |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |