| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Tu Hi Tu | Ayushmann Khurrana | Mikey Mccleary | Mikey Mccleary | Nautanki Saala | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
Aasmaan tu mera yaa hai mera Khuda Dekhta hoon jahaan Tu hi tu, tu hi tu... Teri duniya se to kya Deen se bhi gaya Ek kalma mera Tu hi tu, tu hi tu... Kaanch ki titliyaan Thi yeh nazdeekiyaan Rooth ke reh gaye Dhoop mein pattiyaan Moum ki battiyaan Bann ke jalta raha Jal ke bujh gaya Aasmaan tu mera Ya hai mera Khuda Dekhta hoon jahan Tu hi tu, tu hi tu... Teri duniya se to kya Deen se bhi gaya Ek kalma mera tu hi tu, tu hi tu.. Na zameen ka huaa Na falak ka raha Ek saaya sa tera Haara haara huaa Khaara khaara hua Ek dariya saa tera Nainon mein ruka Aasmaan tu mera Ya hai mera khuda Dekhta hoon jahaan tu hi tu, tu hi tu.. Teri duniya se to kya Deen se bhi gaya Ek kalma mera Tu hi tu, tu hi tu Ho... Ho... Tu hi tu, tu hi tu... Aasmaan tu mera Ya hai mera khuda Dekhta hoon jahaan Tu hi tu, tu hi tu...Tweet
| Film cast: | -- |
| Singers: | Falak Shabir, Neeti Mohan, Ayushmann Khurrana, Rahat Fateh Ali Khan, Saba Azad, Geet Sagar, Bruno Carvalo, Santosh Sawant, Nitin Mukesh |
| Lyricists: | Falak Shabir, Ayushmann, Rochak Kohli, Gurpreet Saini, Kausar Munir, Sameer |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | Mikey Mccleary |
| External Links: | -- |