Lyric of Hindi song MAIN BHI DRAAMEBAAZ

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
MAIN BHI DRAAMEBAAZ Geet Sagar Mikey Mccleary Mikey Mccleary Nautanki Saala -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Ho..life hai aapa dhaapi

Ho..sabki hai maafa maafi
Ho..zor se dhakka maaro
Bus ek sorry kaafi
Thoda adjust karlo na bhai

Repeater repeater
Yahan sab hai cheater
Haan sab hi lagatein hain waar
Dil se lagaye, jo apna banaye
Usko hi padhti hai laat
Tu bhi draamebaaz
Main bhi draamebaaz
Saale draamebaaz sab yahan
Tu bhi draamebaaz
Main bhi draamebaaz
Saale draamebaaz sab yahan

Ho..life hai danda gilli
Ho..sabki udhati hai khilli
Ho..zor se dhakka maaro
Bus ek sorry kaafi
Bus ek sorry kaafi

Kaanon mein baali
Ho hothon pe laali
Maana badi hai jagah
Magar jab utaara
Hussan ka pitaara
Hua aashiq bechara khallas
Tu bhi draamebaaz
Main bhi draamebaaz
Saale draamebaaz sab yahan
Tu bhi draamebaaz
Main bhi draamebaaz
Saale draamebaaz sab yahan

Ho..life hai atti patti
Ho..sab hi karte hai katti
Ho..zor se dhakka maaro
Bus ek sorry kaafi
Bus ek sorry kaafi

Tu bhi dramebaaz
Main bhi dramebaaz
Saale draamebaaz sab yahan
Tu bhi dramebaaz
Main bhi draamebaaz
Saale dramebaaz sab yahan

Ho..life hai aapa dhaapi
Ho..sabki hai maafa maafi
Ho..zor se dhakka maaro
Bus ek sorry kaafi
Oh yeah..
Bus ek sorry kaafi
Bus ek sorry kaafi
Bus ek sorry kaafi..

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Falak Shabir, Neeti Mohan, Ayushmann Khurrana, Rahat Fateh Ali Khan, Saba Azad, Geet Sagar, Bruno Carvalo, Santosh Sawant, Nitin Mukesh
Lyricists: Falak Shabir, Ayushmann, Rochak Kohli, Gurpreet Saini, Kausar Munir, Sameer
Film Director: --
Music Director: Mikey Mccleary
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Channi Khanne Wala
Lyricist

Mundian to bach ke rahi
Takue kharkan ge
pyaar di talaash

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 74076