Lyric of Hindi song Main Hosh Mein Hoon To Tera Hoon

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Main Hosh Mein Hoon To Tera Hoon Shubha Mudgal -- -- Jahan-e-khusrau (the Realm Of The Heart - Live) -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

main hosh mein hoon
hosh mein hoon, hosh mein hoon...
main hosh mein hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon
main hosh mein hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon, tera hoon
deewaana deewaana deewaana deewaana deewaana
deewaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon
main hosh mein hoon to tera hoon, deewaana hoon to tera hoon
hoon raaj agar, hoon raaj agar
hoon raaj agar to tera hoon - 2
afsaana hoon
afsaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon

barbaad kiya barbaad huva
aabad kiya aabaad huva
barbaad kiya barbaad huva
aabad kiya aabaad huva
viraana hoon, viraana hoon
viraana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon 
viraana hoon to tera hoon
kaashaana aa aa aa... kaashaana hoon
kaashaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon

(iss teri tajjali ke kurbaan
kurbaan-e tajjali har unava) - 2
main shamma bhi hoon, shamma shamma shamma
main shamma bhi hoon to tera hoon - 3
parwaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon

tu mere kaif ki duniya hai - 2
tu meri masti ka aalam
paimaana hoon, paimaana hoon
(paimaana hoon to tera hoon - 2), tera hoon, tera hoon
maikhaana hoon
maikhaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon

har jarra jaheen ki hasti ka - 2
tasveer hai teri sar-taa-pa
har jarra jaheen ki hasti ka, tasveer hai teri sar-taa-pa
woh kaabaa-e-dil dhaanewaale - 2
butkhaana, butkhaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon
main hosh mein hoon to tera hoon - 2
deewaana hoon to tera hoon
deewaana, deewaana, deewaana, deewaana.........

Other Songs from this Movie / Album - Jahan-e-khusrau (the Realm Of The Heart - Live)

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Shubha Mudgal
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Arindam Dasgupta
North Indian Classical Singer

Music Loves me so much
my friends likes me
people likes my performance

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 26060