Lyrics
(jo jalwa gaahe yaar hai - 2), woh dil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai
(hum jis jagah hai husn ki - 2) manjil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai
khud ko na dekhana hai tujhe dekhane ki shart - 2
jo darmiya hijaab hai - 2 haayal yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai
(har jaraa dil fareb hai - 2), har jalwa jaanawaaj
har jaraa dil fareb hai, har jalwa jaanawaaj
(har gaam pe gumaah hai - 2), ke manjil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai
halaki si ek mauje tabssum mein bah gaya - 2
(jo bahere bekanaar tha - 2), woh dil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai
abb har adaaye husn pe hota hai yeh gumaah - 2
(jo loot le gaya hai - 2), mera dil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai
dil mujhse keh raha hai tere dil ki baat bhi - 2
(aayina aayine ke - 2) mukaabil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai
dono jahaan ko teri muhabbat mein bhulana - 2
(ik baat yaad rakhane ke - 2), kaabil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai
ai dosto jaheen ko pehchaanata hoon main - 2
(sabse alag jo sab mein hai - 2) shaamil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai - 2
hum jis jagah hai husn ki manjil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai - 3