Lyrics
kahaan wo bachapan ka pyaara sapana -2
swarg bhari wo prem ki raina -2
kahaan wo bachapan ka pyaara sapana
( bagiyan mein mil-jul ke jaana
phoolon ka wo mahal banaana ) -2
dulhaa-dulhan ban byaah rachaana -2
aanchal dhal ko jan mein phirana
pyaara sapana
kahaan wo bachapan ka pyaara sapana
( haay achaanak hua savera
jag maaya ne man ko ghera ) -2
ujad gaya wo rain basera -2
toot gaya hanson ka daina -2
kahaan wo bachapan ka pyaara sapana
swarg bhari wo prem ki raina -2
kahaan wo bachapan ka pyaara sapana
( ab wo din hain na prem ki raaten
yaad magar hain pyaar ki baaten ) -2
man lene ki bholi ghaaten -2
laaj bhare tore do naina -2
pyaara sapana