Lyric of Hindi song Jazeeren Hai Jo

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Jazeeren Hai Jo Alisha Chenoi, Rana Majumdar -- -- Love Khichdi -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

(Jazeeren Hai Jo Jo Jo Jazeeren Khaabo Ke
Milenge Dil Ki Panaahon Mein)- 2
Jab Se Mere Paas Aashnaayi Aayi Hai
Ghar Mere Dilkash Fajaayein Aayi Hai
Jazeeren Hai Jo Jo Jo Jazeeren
Khaabo Ke Milenge Dil Ki Panaaho Mein
Jab Se Mere Paas Aashnaayi Aayi Hai Fajaayein Huyi Haseen
(Jawaan Jawaan Aashnaayi Aayi Hai
Jawaan Jawaan Ghar Fajaayein Aayi Hai
Jawaan Jawaan Aashnaayi Aayi Hai Jawaan Jawaan Jawaan..)- 2

[ Jazeeren Hai Jo Song Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]

Yahaan Wahaan Kahin Koyi Shama Hai Kahin Koyi Gul Khila Hai
Isase Mili Hai Aankhein Usase Dil Mila Hai
Chalta Rahein Jo Aashiqui Ka Silsila Hai
Jile Jine Ka Jindagi Ka Andaaj Yeh Naya
(Jawaan Jawaan Aashnaayi Aayi Hai
Jawaan Jawaan Ghar Fajaayein Aayi Hai
Jawaan Jawaan Aashnaayi Aayi Hai Jawaan Jawaan Jawaan..)- 2

Hoga Wahin Jo Teri Haathon Ki Lakiron Mein Likha Hai
Toh Aanewaale Kal Ko Kaahe Sochana Hai
Abb Mein Abhi Mein Marane Jine Ka Maja Hai
Raaj-E-Khushi Hai Bas Isi Mein Meri Baat Maan Ja
(Jawaan Jawaan Aashnaayi Aayi Hai 
Jawaan Jawaan Ghar Fajaayein Aayi Hai
Jawaan Jawaan Aashnaayi Aayi Hai, Jawaan Jawaan Jawaan..)- 2

[ Jazeeren Hai Jo Song Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Shreya Ghosal, Gopal Rao, Mahalaxmi Iyer, Sunitha Sarathy, Shaan
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Lokeshanand
Shehnai Player

honored with “Abhinav Kala Samman” for the year “surmani”, “Sangeet Sadhak”
Presently he is learning from “Sangeet Martand Pandit Jasraj”
worldwide performance in Japan, malasiya, singapore, potugal,etc.

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 50458