Lyric of Hindi song Jara Sa Halaka Sa Nasha Sa Aa Chhane Laga Hai

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Jara Sa Halaka Sa Nasha Sa Aa Chhane Laga Hai Shreya Ghosal -- -- Love Khichdi -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Zara Sa Halaka Sa Nasha Sa Aa Chhane Laga Hai, Dil Pe Khumaar Hai Zara
Zara Sa Halaka Sa Gumasa Passane Laga Hai, Dil Pe Bekaraar Hai Zara
Bewajah Yeh Aankhein Muskuraati Hai, Bewajah Dil Gumsum Huwa
Baaraha Mujhe Teri Yaad Aati Hai, Ajab Sa Yeh Mausam Deewaana Aaya
Zara Sa Halaka Sa Nasha Sa Aa Chhane Laga Hai, Dil Pe Khumaar Hai Zara
Zara Sa Halaka Sa Gumasa Passane Laga Hai, Dil Pe Bekaraar Hai Zara

[ Jara Sa Halaka Sa Nasha Sa Song Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]

Thode Se Pareshaan Those Hairaan Se Hai Jo Naya Raasta
Dilkash Inn Raahon Mein Kab Koyi Mod Ho Yeh Hai Mujhe Kya Pata
Kho Na Jaaye Dil Yeh Mera Kahin, Gum Kahin Chain Ho Jaaye Na
Aaj Tumhaari Baaton Hi Baaton Mein Yahin Pal Pal Mere Dil Ko Khayaal Aaya
Zara Sa Halaka Sa Nasha Sa Chhane Laga Hai, Dil Pe Khumaar Hai Sara

Socha Na Tha Kabhi Hogi Duniya Meri Iss Kadar Meherbaan
Ghul Jaayegi Meri Saanson Mein Raagini, Gaane Lagegi Fiza
Jaayeka Badala Jindagaani Ka, Mitha Mitha Lagane Laga
Khushnuma Manjar Abb Jo Aaya Hai Tumhaare Hi Khaabon Ke Saath Saath Aaya
Zara Sa Halaka Sa Nasha Sa Aa Chhane Laga Hai, Dil Pe Khumaar Hai Zara

[ Jara Sa Halaka Sa Nasha Sa Song Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]

Other Songs from this Movie / Album - Love Khichdi

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Alisha Chenoi, Rana Majumdar, Gopal Rao, Mahalaxmi Iyer, Sunitha Sarathy, Shaan
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Manish Kujur
Guitarist And Singer

Local pop album
Performed in front of Governer and CM
Have put my vocal in regional songs

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 66327