| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Humko Deewana Kar Gaye | Sonu Nigam, Tulsi Kumar | -- | -- | Humko Deewana Kar Gaye | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
Tum jo na aate to achha tha Aa ke na jaate to achha tha Tum jo na aate to achha tha Aa ke na jaate to achha tha Tum jaate jaate jaana humko deewana kar gaye Tum jaate jaate jaana humko deewana kar gaye Dil na lagaate to achha tha Na tadpaate to achha tha Ab dil ko kya samjhaana humko deewana kar gaye Ab dil ko kya samjhaana humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Kabhi has lete hain, kabhi ro lete hain Haal kya kar diya Apne ehsaason ko khud saza dete hain Haal kya kar diya Hum the tanha achhe bhale Mit gaye kyon woh faasle Nazrein churaate to achha tha Na muskuraate to achha tha Tum haste haste jaana humko deewana kar gaye Tum haste haste jaana humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Pyaas kya hoti hai, dard kya hota hai Kuch nahi tha pata Dhadkanein badhti hain, chain kyon khota hai Kuch nahi tha pata Ab nahi hai apni khabar Ek nasha hai shaam-o-seher Kuch na bataate to achha tha Raaz chhupaate to achha tha Tum milte milte jaana humko deewana kar gaye Tum milte milte jaana humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Posted By : Mastani LailaTweet
| Film cast: | -- |
| Singers: | Sonu Nigam, Abhijeet Bhattacharaya, Alka Yagnik, K. K., Anu Malik, Krishna Beura, Nandini Srikar, Tulsi Kumar, Himesh Reshammiya, Shaan, Sunidhi Chauhan |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |