Lyric of Hindi song Fanah Fanaj Yeh Dil Huwa Fanah

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Fanah Fanaj Yeh Dil Huwa Fanah K. K., Anu Malik -- -- Humko Deewana Kar Gaye -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Ab yeh jaan le le yaar ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab ya khuda
Ab yeh jaan le le yaar ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab ya khuda
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah

Har lamha tera junoon sach (sach)
Aaye kabhi na sakoon sach (sach)
Khwaabon khayalon mein tu hai sach (sach)
Deewanapan kya kahoon ab (sach)
Mohabbat mohabbat hai chaaron taraf
Kahin aur kuch bhi dikha hi na de
Teri hi sadaayein rabba har jagah
Siwa tere kuch bhi suna hi na de
Ab yeh jaan le le yaar ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab ya khuda
Ab yeh jaan le le yaar ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab ya khuda
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah

Har pal hai tera nasha sach (sach)
Yeh dil hai tujhpe fida sach (sach)
Betaab hain dhadkanein bhi sach (sach)
Kya jaana tujhko pata sach (sach)
Kabhi arsh pe to kabhi farsh pe
Tera chehra aata hai mujhko nazar
Mohabbat mein gumsum huwa is kadar
Na aagaaz anjaam ki hai fikar
Ab yeh jaan le le yaar ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab ya khuda
Ab yeh jaan le le yaar ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab ya khuda
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah

Posted By : Mastani Laila

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Sonu Nigam, Abhijeet Bhattacharaya, Alka Yagnik, Krishna Beura, Nandini Srikar, Tulsi Kumar, Himesh Reshammiya, Shaan, Sunidhi Chauhan, Anu Malik
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Swarnadip Chatterjee
Singer

I performed in the presence of the maestroes like Ustad Zakir Hussain
I also performed in some classical and semi-classical conferences
In decenial celebration of Shrutinandan

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 1294