Lyric of Hindi song Ek Ladki Thi

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Ek Ladki Thi Kavita Krishnamurthy -- -- Love You Hamesha -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Ek Ladki Thi Kitni Sharmili
Ho Gayi Re Main Kaisi Rangili
Ek Ladki Thi Kitni Sharmili
Ho Gayi Re Main Kaisi Rangili
(Naagin Banke Muhjse Lipat 
Gayi Meri Chunariya Nili Pili) - 2
Ek Ladki Thi Kitni Sharmili
Ho Gayi Re Main Kaisi Rangili

Mere Bachpan Chod De Baiyaan
Mera Youvan Mera Saiyaan
Haath Main Uske Haath Main De 
Do Aage Jeevan Bool Bhulaiyaan
Dil Ki Galiyon Mein Aaye Banjaare
Bech Rahe Woh Sapne Kunware
Ched Kisne Bansi Pe Dhun Surili
Ek Ladki Thi Kitni Sharmili
Ho Gayi Re Main Kaisi Rangili

[ Ek Ladki Thi Song Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]

Chan Chan Chudiyaan Haathon Mein
Khan Khan Paayal Yeh Raton Mein
Chan Chan Jal Gayee Re Barsaato Mein
Aagayi Dil Ki Baato Mein
Chudiyaan Haathon Mein Kan Kan
Payal Raaton Mein Chan Chan
Jal Gayi Re Barsaato Mein
Aagayi Dil Ki Baato Mein

Naam Ka Saawan Boond Boond Barse
Pathjad Jaisa Yeh Mann Tarse
Kaise Badan Main Aag Lag Gayi Yeh
Main To Aa Gayi Bahar Ghar Se
Taare Badra Tu Muhj Ko Bhigo De
Doob Jaaon Main Muhj Ko Dubo De
Kaisi Pyaari Ruth Hai Yeh Meethi Surili
Ek Ladki Thi Kitni Sharmili
Ho Gayi Re Main Kaisi Rangili

Ek Ladki Thi Kitni Sharmili
Ho Gayi Re Main Kaisi Rangili
(Naagin Banke Muhjse Lipat 
Gayi Meri Chunariya Nili Pili) - 2
Ek Ladki Thi Kitni Sharmili
Ho Gayi Re Main Kaisi Rangili
Chan Chan Chudiyaan Haathon Mein

Khan Khan Paayal Yeh Raton Mein
Chan Chan Jal Gayee Re Barsaato Mein
Aagayi Dil Ki Baato Mein
Payal Raaton Mein Chan Chan
Jal Gayi Re Barsaato Mein
Aagayi Dil Ki Baato Mein
Chudiyaan Haathon Mein Kan Kan
Payal Raaton Mein Chan Chan
Jal Gayi Re Barsaato Mein
Aagayi Dil Ki Baato Mein

[ Ek Ladki Thi Song Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]

Other Songs from this Movie / Album - Love You Hamesha

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Sonu Nigam, Hema Sardeasi, Hariharan, Sadhana Sargam, Shweta Shetty, G V Prakash, Udit Narayan, Ila Arun, Kavita Paudwal, Mahalaxmi Iyer
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Madhurjya Barthakur
Indian Classical Tabla Player

Awarded with the title of TALA MANI
Awarded the NATIONAL FELLOWSHIP in music from ministry of culture, govt. of India
An empanelled artiste of INDIAN COUNCIL FOR CULTURAL RELATION (ICCR)

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 16793