Lyric of Hindi song Dheemi Dheemi Khushboo Hai Tera Badan

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Dheemi Dheemi Khushboo Hai Tera Badan Hariharan -- -- 1947 - Earth -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Dheemi Dheemi Khushboo Hai Tera Badan
Sulge Mehke Pighle Dehke Kyon Na Behke Mera Mann
Sulge Mehke Pighle Dehke Kyon Na Behke Mera Mann
Jo Chali Hawa Ki Nasha Hua
Hai Sama Bhi Jaise Dhuaan Dhuaan
Tera Roop Hai Ki Ye Dhoop Hai
Khule Baal Hain Ki Hai Badliyaan
Tu Jo Paas Hai Mujhe Pyaas
Tere Jism Ka Ehsaas Hai
Tu Jo Paas Hai Mujhe Pyaas
Tere Jism Ka Ehsaas Hai
Tu Jo Paas Hai Mujhe Pyaas

[ Dheemi Dheemi Khushboo Hai Tera Badan Song Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]

Dheemi Dheemi Khushboo Hai Tera Badan
Sulge Mehke Pighle Dehke Kyon Na Behke Mera Mann
Sulge Mehke Pighle Dehke Kyon Na Behke Mera Mann

Sans Bhi Jaise Ruk Si Jaati Hai 
Tu Jo Paas Aaye To Aankh Chhupati Hai
Dil Ki Dhadkan Bhi Mere Seene Mein Ladkhadaati Hai
Ye Tera Tan Badan Kaisi Hai Ye Agan
Thandak Hai Jism Tu Vo Aag Hai 
Balkhaati Hai Jo Tu Lehraati Hai Jo Tu
Lagta Hai Ye Badan Ek Raag Hai
Jo Chali Hawa Ki Nasha Hua
Hai Sama Bhi Jaise Dhuaan Dhuaan
Tera Roop Hai Ki Ye Dhoop Hai
Khule Baal Hain Ki Hai Badliyaan
Tu Jo Paas Hai Mujhe Pyaas
Tere Jism Ka Ehsaas Hai
Tu Jo Paas Hai Mujhe Pyaas
Tere Jism Ka Ehsaas Hai
Tu Jo Paas Hai Mujhe Pyaas

Dheemi Dheemi Khushboo Hai Tera Badan
Sulge Mehke Pighle Dehke Kyon Na Behke Mera Mann
Sulge Mehke Pighle Dehke Kyon Na Behke Mera Mann.

[ Dheemi Dheemi Khushboo Hai Tera Badan Song Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]

Other Songs from this Movie / Album - 1947 - Earth

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Anuradha Sriram, Sujata Mohan, Sukhwinder Singh, Chorus, Srinivas, Sujata Trivedi
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Vijaykumar Patil
Classical Vocalist

“Tamankar Award”
“Rajyotsava Yuva Puraskar”.
“Kala Pratibhotsava Yuva Puraskar”

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 248