Here you will find the guiter chord of Song Main Hoon Na, from Hindi Movie Main Hoon Na
F Gm Gm F
kiskaa hai ye tumko, intezaar main hooN na
F Gm Gm F
dekh lo idhar to ek baar main hooN na -(2)
F Dm Dm Am
Khaamosh kyuN ho, jo bhii kahnaa hai kaho
F Dm Dm Am F
dil chaahe jitnaa pyaar utnaa maaNg lo ho...
F G G Am
tumko milegaa utnaa pyaar main hooN na aa
Antara1:
F Dm F F Dm C
kabhi jo tum socho, ke tum ye dekho
G G G Am F
arey kitnaa mujhko tumase pyaar hai..
F Dm F F Dm C
to chup mat rahnaa, ye mujhase kahnaa
G Am
arey koi aisaa bhi yaar hai
F Dm Dm Am
dil hi nahin de jaan bhi de jo tum-hein -2
F F G Am
ho... to main kahooNgaa, sarkaar main hooN na aa
Antara2:
F F C C F
kahne ki ho dil mein koi baat, mujhse kaho
F F C C F
koi pal ho din ho ya ho raat, mujhse kaho
Dm Dm Dm Dm
koi mushkil, koi pareshaani aaye
F G G Am
tumhein lage kuchh Theek nahin haalaat, mujhse kaho...
F Dm Dm Am
koi ho tamannaa ya ho koi aarzoo -2
F G G Am
ho rahnaa kabhi na beqaraar main hooN na aa
You might be interested to view other guiter chords of songs listed below from the same Movie Main Hoon Na
| Chale Jaise Hawai, | Main Hoon Na, |