Lyric of Telugu song Ye Meraa Jahaan

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Ye Meraa Jahaan K. K. Mani Sharma Mani Sharma Kushi -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

ye meraa jahaan ye mEraa ghar mera aashiyaan
ye meri duniyaa teraa kaam kyaa hai yahaa
Cheerke andhere soorajko le aa yahaa
kaantonki raahe mile kaliyaa biChaade vahaa
chal too masti me chal jaayegi manzil kahaa
kal aane vaalonko dE teri kadmonki nishaan

itihaaski shuruvaat aagse huyi aag shakti hai aag zindagi hai
tum sab me ek chingaari hai jise koyi bhujaa nahi sakta
jo buraayi paas aayegi jal jaayegi jo paap kareeb aayegaa jal jaayega
tum sab shole ho mashaalleh ho jalte raho jalte raho jalte raho

ye meraa jahaan ye mEraa ghar mera aashiyaan
ye meri duniyaa teraa kaam kyaa hai yahaa
Cheerke andhere soorajko le aa yahaa
kaantonki raahe mile kaliyaa biChaade vahaa
chal too masti me chal jaayegi manzil kahaa
kal aane vaalonko de teri kadmonki nishaan

itihaasko badlaa pahiyaa ne pahiya ghoomtaa hai duniya aage badti hai
tumhe bhi ek din itihaas badalnaa hai desh ko aage badhaana hai
tum sab aanevaale kalki saanse ho tum sab aanevaale kalki dhadkan ho
tum ruk nahi sakte tham nahi sakte chalte raho chalte raho chalte raho

ye meraa jahaan ye meraa ghar mera aashiyaan
ye meri duniyaa tEraa kaam kyaa hai yahaa
Cheerke andhere soorajko le aa yahaa
kaantonki raahe mile kaliyaa bichaade vahaa
chal too masti me chal jaayegi manzil kahaa
kal aane vaalonko de tEri kadmonki nishaan

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Kalpana, Devan R. Mahadevan, Samantha Fernandez, Srinivas, Harini Sudhakar, Muralidhar, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayanan
Lyricists: A M Ratnam
Film Director: --
Music Director: Mani Sharma
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Bappadeep
Romantic Song,cocktail Singer

Participated in Indian Idol
Participated in Sa Re Ga Ma Pa(Hindi)
Performing on stage for more than five years

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 41285