Lyric of Hindi song Mujhe Pyaar Hua Pyaar Hua Allahmiya

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya Abhijeet Bhattacharaya, Alka Yagnik -- -- Judaai -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

Tujhe nahin dekhoon to jiya nahin maane
Haal mera kya hai ye mera khuda jaane
Tujhe nahin dekhoon to jiya nahin maane
Haal mera kya hai ye mera khuda jaane
Tujhse milne julne ke mil gaye bahaane
Nazar mili aise ki ban gaye fasaane
Dekha jab khwaab to deedar hua allahmiya
Dekha jab khwaab to deedar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

Teri meri chaahat ka baras raha saawan
Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan
Teri meri chaahat ka baras raha saawan
Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan
Khulke mile aashiq to toot gaye bandhan
Jawaan dilwalon ka aaj hua sangam
Aisa ek baar na sau baar hua allahmiya
Aisa ek baar na sau baar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Kishore Kumar, Anuradha Paudwal, Jaspinder Narula, Alka Yagnik, Hariharan, Asha Bhosle, Abhijeet Bhattacharaya, Sapna Mukherjee, Amit Kumar, Priya
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Rohit Raj Sinha
Bollywod & Sufi Singer

FameX @SabTV
IndianIdol-2 @ SonyTV
saregamapa 2007@ ZeeTV

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 48481