| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Banda parvar thaam lo jigar | Mohammed Rafi | -- | -- | Phir Wohi Dil Laya Hoon | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
banda parvar banda parvar thaam lo jigar banke pyaar phir aaya hoon khidmat mein aap ki huzoor phir wohi dil laya hoon banda parvar thaam lo jigar banke pyaar phir aaya hoon khidmat mein aap ki huzoor phir wohi dil laya hoon ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa jiski tadap se rukhe pe tumhare aaya nikhar gazab ka jiski tadap se rukhe pe tumhare aaya nikhar gazab ka jiske lahu se aur bhi chamka rang tumhare lab ka kesu khule zanjeer bane... aur bhi tum tasveer bane aayina dildaar ka nazarana pyaar ka phir wohi dil laya hoon banda parvar banda parvar thaam lo jigar banke pyaar phir aaya hoon khidmat mein aap ki huzoor phir wohi dil laya hoon ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa meri nigahe shaok se bachkar yaar kaha jaoge meri nigahe shaok se bachkar yaar kaha jaoge paav jaha rakhdoge adaa se dil ko wahi paoge rahu juda ye majal kaha... jau kahi ye khayal kaha banda dildaar ka nazarana pyaar ka phir wohi dil laya hoon banda parvar banda parvar thaam lo jigar banke pyaar phir aaya hoon khidmat mein aap ki huzoor phir wohi dil laya hoonTweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Aankhon Se Jo Utri | Mohammed Rafi | -- |
| Anchal Mein Saja Lena | Mohammed Rafi | -- |
| Dekho Dole Bijli Bin Badal Ki | Asha Bhosle | -- |
| Lakhon Hein Nigaah Mein | Mohammed Rafi | -- |
| O Hamdam Mere | Asha Bhosle | -- |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar, Asha Bhosle |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |