Lyric of Hindi song Zamaane Ko Ab Tak Nahi

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Zamaane Ko Ab Tak Nahi Abhijeet Bhattacharaya, Alka Yagnik Nadeem-sharavan Nadeem-sharavan Zamana Deewana -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

zamaane ko ab tak nahi hai pataa
agar ho gayi hamse koi khataa
kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga
zamaane ko ab tak nahi hai pataa...

dekh na aaisi nazaro se bechain dil ghabraataa hai
bin tujhe dekhe dil par ab chain kahi na aataa hai
chhodo sharaarat karnaa aise mohabbat kar naa
thodaa behak jaane do nazadeek to aane do
deewaane zaraa mujhko itnaa bataa
agar ho gayi hamse koi khataa ...

kyun karen na pyaar hum mauqaa bhi hai tanhaai bhi
dhadkane betaab hain mausam bhi hai angadaai bhi
gori mera dil kab se moti chura lu lab se
baahon mein baahein daalo mujhko gale se lagaa lo
tumhein dekh kar ho rahaa hai nashaa
agar ho gayi hamse koi khataa ...

Other Songs from this Movie / Album - Zamana Deewana

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Kumar Sanu, Alka Yagnik, Vinod Rathod
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: Nadeem-sharavan
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Subhasis Chakraborty
Classical Tabla Player

Accompanied by Pt. Ajoy Chakraborty
Perform with Pt. Debasis Bhattacharya
Perform with Gopal Karmakar

Registered Users

Featured Album