Lyric of Hindi song Yeh Kaun Aaya

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Yeh Kaun Aaya Geeta Dutt -- -- Baazi -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

oh ho ho ho ho ho ho ho 
ta ra ra ram ta ra ra ra ram 
ha ha ha ha 
ta ra ra ram ta ra ra ra ram 

ye kaun aaya 
( ye kaun aaya 
ke mere dil ki duniya mein bahaar aayi )  -2 
ye kaun aaya 

achanak ye mere haathon mein 
kiska haath aaya hai 
na main jaanu na dil jaane 
wo apna ye paraya hai 
ye kaun aaya 
ke main apni hi dhadkan 
sun ke sharmaya 

ye kaun aaya 
ke mere dil ki duniya mein bahar aayi 
ye kaun aaya 

dulhan ban ke jawani ki 
umangen gungunati hain 
bata hai kaun aankhon mein 
ke aankhen muskurati hain 
bikhar ke kiski baanhon se 
ye meri zulf laharaayi 

ye kaun aaya 

ye kaun aaya 
ke mere dil ki duniya mein bahaar aayi 
ye kaun aaya

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Geeta Dutt, Kishore Kumar, Shamshad, Chorus
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Amit Pinto
Singing

Music
Architecture
IT

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 67691