Lyric of Hindi song Woh Kisna Hai

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Woh Kisna Hai Ayesha Darbar, Ismail Darbar, Sukhwinder, S. Shailaja -- -- Kisna -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Woh hai Rangeela
Chail chabeela
Woh hai natkhat
woh jamunatat
phere lagaye murli bajaye 
Gopiyon ke sang raas rachaaye
Murli bajaiyaa raas rachaiyaa 
shyam salona hai

jo hai albela madnainowala
jiski deewani brij ki har bala
woh kisna hai,woh kisna hai
woh kisna hai,woh kisna hai
kisna hai

jo hai albela madnainowala
jiski deewani brij ki har bala
woh kisna hai,woh kisna hai
woh kisna hai,woh kisna hai

pyar mein doobi,pyar mein khoyi
pyar ki dhun mein jaagi na soyi
pyar mein doobi,pyar mein khoyi
pyar ki dhun mein jaagi na soyi
duniya se hai woh anjaani
sab kehte hai prem deewani
kisna se milti hai bhool ke har bandhan
kisna ki hi mala japti hai woh jogan

Nainon mein sanson mein mann mein kisna
har pal hai jeevan mein jiske kisna
woh radha hai
woh radha hai, woh radha hai
Radha hai

Madhur madhur sa roop hai jiska
shwet shwet rang jiska
sundar tan man sundar chitwan
sundar hai ang jiska
pyar hai sgar se bhi gehra
kisna ke sang jiska

woh radha hai
woh radha hai, woh radha hai
Radha hai

jo hai albela madnainowala
jiski deewani brij ki har bala
woh kisna hai,woh kisna hai
woh kisna hai,woh kisna ha


Nainon mein sanson mein mann mein kisna
har pal hai jeevan mein jiske kisna
woh radha hai
woh radha hai, woh radha hai
Radha hai

woh kisna hai

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Alka Yagnik, Sukhwinder Singh, Hariharan, Ayesha Darbar, Ismail Darbar, Udit Narayan, Madhushree, Ustad Rashid Khan, Sunitha Sarthy
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Chetan Joshi
Indian Classical Flautist

State Award by Govt. of Jharkhand
Sur Mani Award in 1992
Internationally acclaimed artist

Registered Users

Featured Album