Lyric of Hindi song Waqt Ne Jo Bij Boyaa

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Waqt Ne Jo Bij Boyaa Rekha Bhardwaj Adnan Sami Adnan Sami Sadiyaan -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Waqt ne jo bij boyaa, woh zameeno pe na dikhayi de
Kisne paya kisne khoya, har ghadi har pal woh gawahi de
Sadiyaan ve haan sadiyaan ve
Sadiyaan ve - 3 times
Waqt ne jo bij boyaa, woh zameeno pe na dikhayi de

Sadiyaan ve - 3 times

Kahin samay ki akeli dhoop mein, yaadein mili hain kayi roop mein
Bhikra bhikra dard sehra
Khwabon khayalon ka pecheeda safar
Yaadon mein doobi doobi shaam o sehar
Ansune afsaano ka besubaan kehti
Guzare lamho ki lehron mein beh ke
Sadiyaan ve
Waqt ne jo bij boyaa, woh zameeno pe na dikhayi de

Baiji teri jyoti lagariyan
Khil gayi meri phulwariyan
Tera jhoola meri baahein
Tere hi dum se mere dono jahaan
Tere bina to marr jaayegi maa
Teri suni lori ko na bhula paaye
Meri mamta ko dohraayenge
Sadiyaan ve
Waqt ne jo bij boyaa, woh zameeno pe na dikhayi de

Sadiyaan ve, sadiyaan ve

Barsi khuda ki saari rehmatein
Laayi asar meri hasratein
Main khushi se marr na jaun
Tune pukaara mujhe keh ke jo maa
Tooti ragon mein jaise daudi hai jaan
Kya kahoon lakhte jigar
Saal yun beetay
Tere bin ik pal mein jaise
Beetay hai meri sadiyaan ve
Waqt ne jo bij boyaa, woh zameeno pe na dikhayi de


Khushiyon ke aasu se bheege na ann
Mere kalajay ki bhuji agan
Sab muraadein poori ho gayi
Mujhko mila hai mannato ka sila
Allah se ab na mujhe koi gila
Meri mamta tere bin yun hi reh jaati adhoori
Iss ko na kar paati poori
Sadiyaan ve
Waqt ne jo bij boyaa, woh zameeno pe na dikhayi de

Sadiyaan ve - 6 times

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Shreya Ghosal, Sunidhi Chauhan, Adnan Sami, Mika Singh, Richa Sharma, Kunal Ganjawala
Lyricists: Sameer
Film Director: --
Music Director: Adnan Sami
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Lokeshanand
Shehnai Player

honored with “Abhinav Kala Samman” for the year “surmani”, “Sangeet Sadhak”
Presently he is learning from “Sangeet Martand Pandit Jasraj”
worldwide performance in Japan, malasiya, singapore, potugal,etc.

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 36102