Lyrics
--Male--
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai - 2
Ho Rahega Jo Hone Waala Hai
Jo Hone Waala Hai
--Female--
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai - 2
--Male--
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai - 2
--Female--
Din To Yeh Bhi Guzar Jaayega
Par Yeh Lamha Guzarta Nahin
Aag Hi Aag Hi Aag Hai
Phir Kyoon Sooraj Pighalta Nahin
--Male--
Daag Dhone Se Jaate Nahin - 2
Dard Rone Se Ghat Ta Nahin
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai - 2
[ Waqt Ka Saaya Songs Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]
--Female--
Neend Mein Saans Lete To Hai
Khwaab Jaage To Mar Jaate Hai
Bebasi Hai Badi Bebasi
Apne Saaye Se Darr Jaate Hai
--Male--
Kaun Kisse Shikaayat Kare - 2
Jo Likha Hai Voh Mit Ta Nahin
--Female--
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai - 2
Ho Rahega Jo Hone Waala Hai
Jo Hone Waala Hai
--Male--
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
--Female--
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
--Male--
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Ho Rahega Jo Hone Waala Hai
[ Waqt Ka Saaya Songs Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]