Lyric of Hindi song Waada Koi Yaad Aa Gaya

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Waada Koi Yaad Aa Gaya Upendra Verma Nakash Sargam, Pawan Atwaal, Joy Raha Nakash Sargam, Pawan Atwaal, Joy Raha Aa Bhi Ja - Uvie -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

waada koi yaad aa gaya saaya koi phir chhu gaya
bheegi nigaahon mein dil ki panaaho mein
teri yaadon ka chhaaya dhunwaan
jita jaata hoon pal pal ke marke bhi
mere jine ki tu hai wajah o o o o......

(subah patton pe jo bundein os banake bahein
ask hai yeh tute dil ke yaad tujhako karein) - (2)
suni shaamein hai raatein tanaha hai
haal-e-dil kya hai tujhako pata
jita jaata hoon pal pal ke marke bhi
mere jine ki tu hai wajah o o o o......

(chaand roshan sard raahein dil jalaane lage
main akela hoon jahaan mein kyun jataane lage) - (2)
syaah raahein hai num nigaahein hain
in andheron mein main kho gaya
jita jaata hoon pal pal ke marke bhi
mere jine ki tu hai wajah o o o o......

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Upendra Verma
Lyricists: Preeti, Abhishek, Nakash Sargam, Sargam, Moid Elhaam
Film Director: --
Music Director: Nakash Sargam, Pawan Atwaal, Joy Raha
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

C.H. RAJU (CHENNAI)
Juniior Gantasala (vocalist)

JUNIOR GANTASALA
RECEIVED BLESSINGS FROM MAHA BRAMA GANTASALA JI
HE IS THE ONLY GANATASALA VOICE IN SOUTH INDIA

Registered Users

Featured Album