Lyric of Hindi song Vo Chaand Chamakaa Vo Nuur Chhalakaa

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Vo Chaand Chamakaa Vo Nuur Chhalakaa Mukesh, Lata Mangeshkar -- -- Son Of Sindbad -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

mukesh:
vo chaand chamkaa vo noor chhalkaa
lo halkaa halkaa nashaa chhaa rahaa hai
lata:
ye kaisaa jaaduu mujhe sambhaalo
ke mere haathon se dil jaa rahaa hai
mukesh:
vo chaand chamkaa vo nuur chhalkaa
lo halkaa halkaa nashaa chhaa rahaa hai
lata:
ye kaisaa jaaduu mujhe sambhaalo
ke mere haatho.n se dil jaa rahaa hai

lataa:
(dhaDkane tez si ho gayi
aaj nazaren kaheen kho gayi ) - 2
mukesh:
qadam qadam pe mastiyaan
nazar nazar mein shoKiyaan
ye chaandnee mein kaun chhup ke aa rahaa hai
lataa:
ye kaisaa jaaduu mujhe sambhaalo
ke mere haathon se dil jaa rahaa hai
mukesh:
vo chaand chamakaa vo nuur chhalkaa
lo halkaa halkaa nashaa chhaa rahaa hai

mukesh: mauj taDpe ki saahil mile
lataa: dil ye chaahe koyi dil mile
mukesh: mauj taDape ki saahil mile
lataa: dil ye chaahe koyi dil mile
mukesh: hamein teree hai aarzoo
lataa: hamein teree hai justajuu

both: ghaDii ghaDii ye dil tujhe bulaa rahaa hai
vo chaand chamakaa vo noor chhalkaa
lo halkaa halkaa nashaa chhaa rahaa hai
ye kaisaa jaaduu mujhe sambhaalo
ke mere haathon se dil jaa rahaa hai

Movies or Album

Film cast: --
Singers: --
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Suraj Nirwan
Tabla Player And Teacher

National Scholarship holder and many Award Winner
Great teaching experience . Both, face to face and online.
Solo performer and a sensible accompanist.

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 43727