| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Udaas Udaas Fizaaon Mein | Talat | -- | -- | Lalarukh | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
udaas udaas fizaaon mein noor chhalakaao bujhe bujhe hue taaron ko hans ke chamakaao gurur-e-husn salaamat na raah dikhalaao rabag doob gayaa, khoone ab to a jaao (?) aana hi padegaa, aana hi padega sar ishq ke kadamon pe jhukaana hi padega aana hi padega ( nagama mera har saans mein ras ghol raha hai is saans ke parade mein khuda bol raha hai ) - 2 chheda hai agar saaz to gaana hi padega - 2 sar ishq ke kadamon pe jhukaana hi padega aana hi padega aana hi padega a a ( tapakega lahu dard bhare raag se kab tak khelegi teri mast ada aag se kab tak ) - 2 is khel mein ab haath jalaana hi padega - 2 sar ishq ke kadamon pe jhukaana hi padega aana hi padega aana hi padega a a ( ulfat kabhi duniya se daregi na dari hai phoolon se javani ne sada maang bhari hai ) - 2 hansane ke liye zakhm to khaana hi padega - 2 aana hi padega - 4Tweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Tere Husn Ka Fasaana | Mohammed Rafi | -- |
| Tujhko parda rukh-e-roshan | Talat Mahmood | -- |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Talat Mahmood |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |