| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Tu Meri Dost Hai | Shreya Ghosal, Salman Khan, A. R. Rahman | A R Rahman | A R Rahman | Yuvvraaj | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
Aaja Main Hawaao Pe Bitha Ke Le Chalu Tu Hi To Tu Hi To Meri Dost Hai Aaja Main Halaaho Main Uthaake Le Chalu Tu Hi To Meri Dost Hai Aawaaj Ka Dariyaa Hoon Behta Hoon Main Neeli Raato Mein Main Jaagta Rehta Hoon Neend Bhari Jheel Si Aankho Mein Aawaaj Hoon Main Aaja Main Hawaao Pe Bitha Ke Le Chalu Tu Hi To Tu Hi To Meri Dost Hai Aaja Main Kharraaho Main Uthaake Le Chalu Tu Hi To Meri Dost Hai Raat Mein Chaandni Kabhi Aise Gungunati Hai Sun Zara Lagta Hai Tumse Aawaaj Milaati Hai Main Khayaalo Ki Mahak Hoon Gungunaate Saaz Par Ho Sake To Milaale Aawaaj Ko Ye Saaz Par Aaja Main Hawaao Pe Bitha Ke Le Chalu Tu Hi To Tu Hi To Meri Dost Hai Aaja Main Kharraaho Main Uthaake Le Chalu Tu Hi To Meri Dost Hai Aawaaj Ka Dariyaa Hoon Behta Hoon Main Neeli Raato Mein Main Jaagta Rehta Hoon Neend Bhari Jheel Si Aankho Mein Aawaaj Hoon Main O........ Kabhi Dil Ka Hai Saahil Jahaan Shaam Utarti Hai Kehte Hai Samunder Se Ek Pari Gujarti Hai Vo Raat Ki Raani Hai Sargam Ban Jaati Hai Aaja Main Hawaao Pe Bitha Ke Le Chalu Tu Hi To Tu Hi To Mera Dost Hai Aaja Main Halaaho Main Uthaake Le Chalu Tu Hi To Mera Dost Hai Aawaaj Ka Dariyaa Hoon Behti Hoon Main Neeli Raato Mein Main Jaagti Rehti Hoon Neend Bhari Jheel Si Aankho Mein Aawaaj Hoon Main......Tweet
| Film cast: | -- |
| Singers: | Sonu Nigam, Roop Kumar Rathod, A. R. Rahman, Salman Khan, Vijay Prakash, Alka Yagnik, Naresh Iyer, Benny Dayal, Sunaina, Karthik, Srinivas, Javed Ali |
| Lyricists: | Gulzar |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | A R Rahman |
| External Links: | -- |