Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
---|---|---|---|---|---|---|
Teri Yaad Bahut Ab | Sunidhi Chauhan, Arnab Chakraborty | -- | -- | Eight - Shani | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
teri yaad bahut ab aane lagi hain ek jaan hain ab woh jaane lagi hain tanha tanha ham rehne lage hain tanhaai bada tadpaane lagi hain teri yaad bahut ab aane lagi hain ek jaan hain ab woh jaane lagi hain tanha tanha ham rehne lage hain tanhaai bada tadpaane lagi hain yeh pal jaane kyon aate hain woh pal jaane kyon jaate hain yaadon ka yeh kaisa dariya ham pal mein hi beh jaate hain maaloom nahi saahil hai kahaan maaloon nahi manzil hai kahaan iss haal mein jeena mushkil hain har saans tujhe hi bulaane lagi hain teri yaad bahut ab aane lagi hain ek jaan hain ab woh jaane lagi hain kabhi milte ho tum khwaabon mein kabhi milte ho tum yaadon mein apana bankar kyon rehte ho dilbar mere inn aankhon mein har waqt mere nazdeek raho kuchh meri suno kuchh apani kaho teri yaadon pe jo khushbu hain meri saanson ko mehkaane lagi hain teri yaad bahut ab aane lagi hain ek jaan hain ab woh jaane lagi hain tanha tanha ham rehne lage hain tanhaai bada tadpaane lagi hainTweet
Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
---|---|---|
Tumpe Dil Aa Gaya | Vaishali Samant | -- |
Zinda Ho Jaaoge Tum | Sonu Nigam | -- |
Zindagi Se Hamein | Alka Yagnik | -- |
Film cast: | -- |
Singers: | Sonu Nigam, Vaishali Samant, Alka Yagnik |
Lyricists: | -- |
Film Director: | -- |
Music Director: | -- |
External Links: | -- |