Lyric of Hindi song Tere Mohalle

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Tere Mohalle Mamta Sharma, Aishwarya Nigam Lalit Pandit Lalit Pandit Besharam -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

khidki se mujhe taake, saare gali ke baake 
khidki se mujhe taake, saare gali ke baake 
khidki se mujhe taake, saare gali ke baake 
sabko lallu banake dil phenkaa tujh par
hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
kyun lambi lambi haake, koi na tujhe taake
kyun lambi lambi haake, koi na tujhe taake
kyun lambi lambi haake, koi na tujhe taake
kisko lallu banake kehti rehti hai phir
ke lut gaye ainvayi aake tere mohalle
hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
hum lut gaye baby aake tere mohalle
hum lut gaye zaalim aake tere mohalle

hum sikandar hai apni marzi ke
chutki lage hume ye dil phasaane me
mere jalwe me, beta wo dum hai
nikle saari umar mujhe pataane me
kara lo ji kara lo, dil ki fd kara lo
angutha bhi lagwa lo, dil phenka tujh par
hum lut gaye ainvayi aake ke tere mohalle
hum lut gaye ainvayi aake ke tere mohalle
hum lut gaye, hum lut gaye
hum lut gaye, lut gaye, lut gaye 
hum lut gaye, hum lut gaye
hum lut gaye, lut gaye, lut gaye 
hum lut gaye jaana aake tere mohalle
hum lut gaye beauty aake tere mohalle

badi munhfat hai ye jawaani bhi
darti nahi hai ye to bhid jaane se
ho chal kat le tu, kitna phenke hai
zara bhi dum nahi hai tere draame me
badha lo ji badha lo, relationwa badha lo
naino ke pench lada lo, aa jaao na chhat par
hum lut gaye baby aake tere mohalle
hum lut gaye zaalim aake tere mohalle
khidki se mujhe taake, saare gali ke baanke
kyun lambi lambi haake, koi na tujhe taake
kisko lallu bana ke kehti rehti hai phir
hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
hum lut gaye baby aake tere mohalle
hum lut gaye zaalim aa ke tere mohalle

deewane hai dilo ko hum to jodenge
na ghar ka tumhe ghaat ka naa chhodenge
kyun baaz na aati hai kheencha taani se
haay hum popular hai apni manmaani se
hum lut gaye, lut gaye jaana hum lut gaye
hum lut gaye, lut gaye ainvayi hum lut gaye
hum lut gaye, lut gaye baby hum lut gaye
hum lut gaye, lut gaye zaalim lut gaye

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Ishq Bector, Shree D, Ranbir Kapoor, Amitosh Nagpal, Sujeet Shetty, Abhijeet Bhattacharaya, Shreya Ghosal, Sunidhi Chauhan, Daler Mehndi, Mika Singh, Sonu Nigam
Lyricists: Himanshu Kishan Mehra, Rajeev Barnwal, Nikhat Khan
Film Director: --
Music Director: Lalit Pandit
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Rohit Raj Sinha
Bollywod & Sufi Singer

FameX @SabTV
IndianIdol-2 @ SonyTV
saregamapa 2007@ ZeeTV

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 25050