Lyric of Hindi song Tere Liye

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Tere Liye Atif Aslam, Akanksha Bhandari Mannan Shaah Mannan Shaah Namaste England -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Tu hi bataa
Kaun tu hai mera
Kab se tu dil mein
Rehta hai kya pata

Kyun laage mujhe
Tere bin zindagi
Ek pal bhi kabhi payegi na khushi

Tujhko pehchaana
Maine tab jaana
Ki zinda hoon main…

Tere liye.. sirf tere liye
Har pal rahoon main sirf tere liye
Tere liye.. sirf tere liye
Har pal rahoon main sirf tere liye
Wo.. o…

Chaayi si hai aarzoo jo dil pe mere
Kya wahi aarzoo hai tujhko bhi ghere
Pal jo sang beete unki tasveere
Rakh le aankhon mein yun hum dono
Phir tu kahin bhi ho, lage paas hi mujhko
Ki zinda hoon main…

Tere liye.. sirf tere liye
Har pal rahoon main sirf tere liye
Tere liye.. sirf tere liye
Har pal rahoon main sirf tere liye
Wo.. o…

Ki kaha jehdi mann di ae gal
Tu te ho sakda ae paagal
Baat meri rahi ankahi ansuni
Tu samajh le sanam
Chaahe main kahoon na kahoon, haaye..
Main te jaana dil se teri hoon

Kal tak hum dono ajnabi se thhe raahon mein
Aaj hai tu hi meri saanson mein aahon mein
Koi batlaaye sapne kab chaaye
Paas kab aaye yun hum dono
Jaaga hai kya jaadu
Bas main hoon aur bas tu
Ki zinda hoon main…

Tere liye.. sirf tere liye
Har pal rahoon main sirf tere liye
Tere liye.. sirf tere liye
Har pal rahoon main sirf tere liye
Wo.. o…

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Vishal Dadlani, Payal Dev, Badshah, B Praak, Antara Mitra, Shahid Mallya, Rahat Fateh Ali Khan, Shadab Faridi, Altamas Faridi, Shasha Tirupathi, Diljit Dosanjh, Aastha Gill, Mannan Shaah
Lyricists: Badshah, Javed Akhtar
Film Director: --
Music Director: Mannan Shaah
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Swarnadip Chatterjee
Singer

I performed in the presence of the maestroes like Ustad Zakir Hussain
I also performed in some classical and semi-classical conferences
In decenial celebration of Shrutinandan

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 11603