| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Teraa Hi Aasaraa Hai | Hemanta Kumar Mukhopadhyay | -- | -- | Arab Ka Saudagar | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
teraa hi aasaraa hai, o do jahaan vaale hai bekason ki kashti maalik tere havaale isaa ko tuune zaalimon ke panjon se thaa chhudaayaa muusaa ko tuune maujon men bhi rastaa dikhaayaa barabaad ho rahi hai duniyaa meri, bachaa le kashti ye kyon hai tuune tuufaan se bachaai mainne tujhe pukaaraa maalik teri duhaai sun le kisike dil se nikale huye ye naale raham-o-karam pe tere duniyaa ki zindagi hai tuu maare yaa bachaa le maalik teri kushi hai mitati ho agar mohabbat mujhako bhi tuu mitaa deTweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Ye Mehfil Sitaron Ki | Asha Bhosle | -- |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Asha Bhosle |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |