Lyric of Hindi song Tera Aana Ik Pal Meri, Saanson Ka Tham Jaana

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Tera Aana Ik Pal Meri, Saanson Ka Tham Jaana Asha Bhosle -- -- Hum Naujawaan -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

tera aana ik pal meri, saanson ka tham jaana - 2
teri-meri saanson ka hai, rishta kya anjaana

tera aana ik pal meri, saanson ka tham jaana
teri-meri saanson ka hai, rishta kya anjaana
tera aana ik pal meri, saanson ka tham jaana

mere tan mein, mere man mein - 2
jaagi ye jhankaar kya
naram labon ko chhu gaya jaise pahala chumban pyaar ka
baawara man mera chhed ke puuchhe
ye tujhe kya huwa, kya huwa

tera aana ik pal meri, saanson ka tham jaana
teri-meri saanson ka hai, rishta kya anjaana
tera aana ik pal meri, saanson ka tham jaana

deke lena, leke dena - 2
rasm hai sansaar ki
sab kuchh de ke kuchh na lena, aadat hai ye pyaar ki
aa gale milake puuchh le mujhase
tuune ye kya kiya, kya kiya

tera aana ik pal meri, saanson ka tham jaana
teri-meri saanson ka hai, rishta kya anjaana
tera aana ik pal meri, saanson ka tham jaana

Movies or Album

Film cast: --
Singers: --
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Shoma Ghosh
Versatile Singer

winner of district level
perform for many social organisation
got first award at the age of 4

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 47155