Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
---|---|---|---|---|---|---|
Sooraj Ki Baahon Mein | Clinton Cerejo, Dominique Cerejo, Loy Mendonsa | Shankar, Ehsaan & Loy | Shankar, Ehsaan & Loy | Zindagi Na Milegi Dobara | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni Jo bhi badali dil ki taal hai, aha Yunhi hi aaya ik khayal hai, aha Paate hum hai zindagi ik baar Kyun na kare khulke hum isko pyaar Jaane kiska hai hume intezar Ke zindagi yehi hai aur yenhi Jo bhi kal tak bus aarzo, aha Woh hi paa gaye hain main aur tu, aha Thaame hum haathon mein yunhi haath Shehar dil mein ghoomenge saath saath Saare saare din saari saari raat Daras rahi hai ik khushi har kahin Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni Naye naye sapne jo bunn sakey Ussi zindagi ko kahoon zindagi Naye naye rasste jo chun sake Ussi zindagi ko kahoon zindagi Har pal machalti ho jhoom ke chalti ho woh hai zindagi Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni Paate hum hai zindagi ik baar Kyun na kare khulke hum isko pyaar Jaane kiska hai hume intezar Ke zindagi yehi hai aur yenhi Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni Sooraj ki, ab hai yeh Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshniTweet
Film cast: | -- |
Singers: | Shankar Mahadevan, Joi Barua, Suraj Jagan, Vishal Dadlani, Alyssa Mendonsa, Ehsaan Noorani, Gulraj Singh, Mohit Chauhan, Farhan Akhtar, Hrithik Roshan, Abhay Deol, Maria Del Mar Fernandez |
Lyricists: | Javed Akhtar |
Film Director: | -- |
Music Director: | Shankar, Ehsaan & Loy |
External Links: | -- |