| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Sajaaya Na Karo Phuul Baalon Pe | Mukesh | -- | -- | Gunahon Ke Raaste | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
Sajaaya Na Karo Phuul Baalon Pe Giraaya Na Karo Zulf Gaalon Pe Dilajalon Ko Sataana Buri Baat Hai Sajaaya Na Karo Phuul Baalon Pe Uf Javaani Ka Ye Muskaraata Chaman Haay Ye Naram-O-Naazuk Sa Ujala Badan Chhu Ke Maila Na Kar De Koyi Jaan-E-Man Sajaaya Na Karo Phuul Baalon Pe Yuun Na Angadaayi Lo Jhuum Kar Naazanin Aayine Ki Nazar Lag Na Jaaye Kahin Is Qadar Husn Par Naaz Achchha Nahin Sajaaya Na Karo Phuul Baalon Pe [ Sajaaya Song Lyrics @ http://www.indiankalakar.com ]Tweet
| Film cast: | -- |
| Singers: | -- |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |