Lyric of Hindi song Saajan Tumse Pyar Ki Laraayi Mein

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Saajan Tumse Pyar Ki Laraayi Mein Udit Narayan, Alka Yagnik -- -- Maine Pyar Kyon Kiya -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Saajan tumse pyaar ki laraayi mein
Saajan tumse pyaar ki laraayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein, kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein

Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein
Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein

Pal pal har pal teri lagan
Teri ada ne le gayi man
Gore gore haathon pe mehndi ka rang
Us pe yeh sharmaane ka dhang
Us pe yeh sharmaane ka dhang

Haan main sharmaayi pyaar ki laraayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein, kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein

Bechaini tadpaati rahi
Chaandni dil dhadkaati rahi
Seene pe bijli si chali
Karwat leke raat dhali
Karwat leke raat dhali

Neendiya na aayi pyaar hi laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein

Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein

Posted By : Mastani Laila

Other Songs from this Movie / Album - Maine Pyar Kyon Kiya

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Shaan, Neeraj Shridhar, Priya, Bombay Vikings, Udit Narayan, Alka Yagnik, Sonu Nigam, Amrita Kak, Jayesh Gandhi, Kamal Khan, Sunidhi Chauhan
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Anchala
New Age Singer

Awards in Singing,Groups nd Solo
Performed In Film & Association Awards 2007
..

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 34723