Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
---|---|---|---|---|---|---|
Rozaana Jiye, Rozaana Mare | Amitabh Bachchan | -- | -- | Nishabd | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
rozaana jiye rozaana mare - 2 teri yaadon mein hum - 2 rozaana - 2 rozaana jiye rozaana mare teri yaadon mein hum - 2 rozaana ungali teri thame huye har lamha chalta hoon mein - 2 tujhko liye ghar lautu, aur ghar se nikalta hoon mein ek pal ko bhi jata nahi tere bin kahin yun raat din bas tujhmein hi - 2 lipta rehta hoon mein rozaana - 4 rozaana jiye rozaana mare teri yaadon mein hum rozaana jale rozaana ghoole teri yaadon mein hum - 2 rozaana - 4 har din teri ankhon se iss duniya ko takta hoon mein tu jiss tarah rakhti thi ghar, vaise hi rakhta hoon mein teri tarah sang sang chale yaadein teri yun har ghadi baaaton mein bas, baaton mein teri gumsa rehta hoon mein rozaaana - 4 kuchh gaao to yaad aaate ho... gungunao to yaad aate ho... kuchh phehnu to yaad aate ho... kahin jaanu to yaad aate ho... kuchh khone pe yaad aate ho... kuchh paanu to yaaad aate ho... rozaana chale yaadon mein teri, zindagi ka safar tujhse hai roshan, tujse hai zinda, (yeh dil ka sheher - 2) rozaana - 8Tweet
Film cast: | -- |
Singers: | -- |
Lyricists: | -- |
Film Director: | -- |
Music Director: | -- |
External Links: | -- |