Lyrics
Roshni gum to thi
Dhoop bi maddam si thi
Raha mai dhundh to thi
Ankh bi kuch nam si ti
Chant gayi badli si aah
dhul gaya har aasman
Aa rahi hai ek saha ab yahaan
Roshni mai ghula ye sama hai ,ab yahan
Roshni se rawa hai jahann
Roshni mai ghula ye sama hai,ab yahan
Roshni se rawa hai jahaan
Tu jo utha de , nazer saaahil ki ore
Tu jo panah de ,kadam manzil ki ore
Kudha,khud badha ke hath apna, tham lega tuje
Roshni mai gula ye sama hai, ab yahan
Roshni se rawa hai jahaan..
Muskil ye rahein aasan ho jayegi
Mashakket ye teri ek din rang laayegi
Parwaz kar itni oonchi ki arsh jhuk jayega
Roshni mai gula ye sama hai, ab yahan
Roshni se rawa hai jahaan
Roshni mai gula ye sama hai, a yahan
Roshni se rawa hai jahaan