| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Rock You Baby | Arun Bakshi, June Banerjee | Anand - Milind | Anand - Milind | Tum Hi To Ho | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
rock you baby, move your body feel the rythem everybody [repeat] it\'s a mad mad mad mad world (x4) be-sur be-taal yeh gaana hai (x2) bas avein shor machaana hai rona hai andhe ke aage behre ko gaana sunaana hai yeh duniya paagal... yeh duniya paagal khaana hai har bandah yahaan seyaana hai yeh duniya paagal khaana hai har bandah yahaan seyaana hai samajh samajh ke samajh ko samjho samajh samajhna bhi ek samajh hai samajh samajh ke jo na samjhe meri samajh mein woh naa-samajh hai life ka fanda hai ab ke maal hai to taal hai poochta hai kaun us ko saala jo kangaal hai bin money ke zindagaani jaan ka janjaal hai ho money to kaun pooche umr kitne saal hai mad mad mad mad world it\'s a mad mad mad mad world yaaron ne gasht manaana hai (x2) phokat ka maal uraana hai behkon ko ab behkaana hai choro, kyun panga paana hai yeh duniya paagal... yeh duniya paagal khaana hai har bandah yahaan seyaana hai yeh duniya paagal khaana hai har bandah yahaan seyaana hai sab ki mutthi mein muqaddar, sab sikandar hain yahaan tishnagi ki baat mat kar, sab samandar hain yahaan mastiyaan sab pe hain taari, sab qalandar hain yahaan kam nahi koi kisi se, sab dhulandar hain yahaan mad mad mad mad world it\'s a mad mad mad mad world maanega na koi maana hai (x2) sab ka andaaz puraana hai sach se parda sarkaana hai ek raaz naya batlaana hai yeh duniya paagal... yeh duniya paagal khaana hai har bandah yahaan seyaana hai yeh duniya paagal khaana hai har bandah yahaan seyaana hai mad mad mad mad world it\'s a mad mad mad mad world (x3) yeh duniya paagal khaana hai ji nigoriTweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Dil Ne Mere Dil Ne | Shreya Ghosal | Ravi Chopra |
| Tere Shame Mere Sabere | Gayatri Iyer | Ravi Chopra |
| Aaye Khuda Dard Ya Gum | Gayatri Iyer | Ravi Chopra |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Udit Narayan, Shreya Ghosal, Shaan, Gayatri Iyer, Kunal Ganjawala |
| Lyricists: | Ravi Chopra |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | Anand - Milind |
| External Links: | -- |