Lyric of Hindi song Rishtey Aur Dosti

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Rishtey Aur Dosti Nusrat Fateh Ali Khan -- -- Salaam -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Chanda suraj laakhon taare hain jab tere hi yeh saare
Kis baath par hothi hai phir thakraarein
Keenchi hai lakkeere is jameen pe par na keencho dekho
Beech mein do dilon ke ye deewaarein

Duniya mein kahin bhi, dard se koyi bhi…
Duniya mein kahin bhi, dard se koyi bhi
Thadpe tho hum kho yahaan pe
Ehsaas uske zakhmon ka hoke
Apna bhi dil bar bar aaye roye aankhen

Doori kyon dilon mein rahe faasle kyon badthe rahe
Pyaari hai zindagi hai pyaara jahaan
Rishte badi mushkilon se
banthe hai jahaan pe lekin
tootne ke liye bas ek hi lamha

Ishk dava hai har ek dard ki
Zanjeer ishk hai har ek rishte ki
Ishk saari hadhon ko thod daale
Ishk tho duniya kho pal mein mita bhi de

Ishk hai jo saare jahaan kho aman bhi de
Ronak ishk se hai saare aalam ki…

Other Songs from this Movie / Album - Salaam

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Nusrat Fateh Ali Khan
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Acharyaa Pratishtha
Kathak Dance & Bharat Yoga

Topper (medalist) of Kathak Kenra, National Institute of kathak dance
Performed at almost all major festivals of world n TV shows

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 6584