Lyrics
Takna,
Arrey Gori Tera Gori Tera Takna (3)
Rabba Rabba Pyaar Vyar Se Mein To Tha Anjaana Re
Tune Pyaar Se Dekha Aaise Mein Hua Deewana Re
(Takna...)
O, Rabba Rabba Pyaar Vyar .... Deewana Re
(Takna...) 2
O, Rabba Rabba Pyaar Vyar .... Deewana Re
(Takna...)
Raaste Mohabbat Ke Yeh
Maine To Dekhe Na The
Tumne Bataya To Mein Chalne Laga
Aadhe Adhoore Hum The
Daaman Mein Kitne Ghum The
Tum Jo Mile To Sab Badalne Laga
Dil Mein Hain Bas Tu Hi Tu
Ab Dil Se Door Na Jaana Re
Tune Pyaar Se Dekha Aaise Mein Hua Deewana Re
(Takna...)
Aaya Na Koi Milne Khwaabon Mein Isse Pehle
Neendein Uda Hi Gaya Aana Tera
Haalat Hain Ab Ye Meri Sapno Mein Surat Teri
Tumse Hi Sikha Maine Jeena Hain Kya
Pyaar Mohabbat Kasme Vaade
Kya Hain Ye Batlana Re
Arrey Tune Pyaar Se Dekha Aaise Mein Hua Deewana Re
(Takna...)
O, Rabba Rabba Pyaar Vyar .... Deewana Re
(Takna..