| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Raat Ka Jaadu | Sunidhi Chauhan | Lalit Sen | Lalit Sen | Trump Card | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
Film me baby, jaadu, you scared now Raat ka jaadu, film me film me Masti mein doob kar yun, jhoomne lago ge Dilbar ke kesuyon ko choomne lago ge Main hoon raah, dekhna hai to bolo dikha doon Raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu Raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu Husn ki har adaa, jab kehar dhaati hai Dil fisal jaate hain, saansein thehar jaati hain Iss se tu hi na bach paayega, dil se bach ke kidar jaayega Iss se tu hi na bach paayega, dil se bach ke kidar jaayega Dekhna hai to bolo dikha doon Raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu Raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu Jab guzar jaaogi, pyaar ke mod se Khud mein kho jaaogi, ye jahan chod ke Khoobsurat bala hai wafaa, iss liye to hai sab se judaa Khoobsurat bala hai wafaa, iss liye to hai sab se judaa Dekhna hai to bolo dikha doon Raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu Raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu Masti mein doob kar yun, jhoomne lago ge Dilbar ke kesuyon ko choomne lago ge Main hoon raah, dekhna hai to bolo dikha doon Raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu Raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaaduTweet
| Film cast: | -- |
| Singers: | Kunal Ganjawala, Shaan, Sunidhi Chauhan, Suzanne D'mello |
| Lyricists: | Nawab Arzoo, Shakeel Azmi |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | Lalit Sen |
| External Links: | -- |