Lyric of Hindi song Pyaaraa Hamaaraa Munnaa Nainon Kaa Taaraa

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Pyaaraa Hamaaraa Munnaa Nainon Kaa Taaraa Lata Mangeshkar -- -- Sansaar -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

(o pyaaraa hamaaraa munnaa nainon kaa taaraa
dil kaa sahaaraa, ye cham cham sitaaraa) - 2
o pyaaraa hamaaraa munnaa nainon kaa taaraa

bhaarat maa ke pyaare salone mere khilone
bhaarat maa ke pyaare salone o khilone
(chandaa hansegaa, ronaa nahin o salone) - 2

(mere kanhaiyyaa re hogaa prataap shivaaji tuu) - 2
tuu hi dil ki bhaashaa re bhaarat ki aashaa
phuulo phalo more laal re
bhaarat ki aashaa, jug jug jiyo more laal re
o pyaaraa hamaaraa munnaa nainon kaa taaraa
dil kaa sahaaraa ye cham cham sitaaraa
cham cham sitaaraa

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Kishore Kumar, Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Chorus, Anuradha Paudwal, Talat
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Chetan Joshi
Indian Classical Flautist

State Award by Govt. of Jharkhand
Sur Mani Award in 1992
Internationally acclaimed artist

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 48432